Posts

Nakseer ( Nose Bleeds ) Photny K Elaj Ka Desi Nuskha

Image
Nakseer ( Nose Bleeds ) Photny K Elaj Ka Desi Nuskha Is marz main naak sy khoon jari ho jata hai... kabhi ak or kabhi donoun nathnoun sy khoon jari ho jata hai... khoon zyada ho jane or jisam main kamzori ki waja sy mout bhi waqia ho sakti hai..

Dimagh ki kamzori ( brain weakness ) Ka tibbi Elaj

Image
Dimagh ki kamzori ( brain weakness ) Ka tibbi Elaj Damgh Main Khoon Ki Kami Sy Damaghi kamzori waqia hoti hai.. is sy sar chakrata hai, sar ka dard rehna , ankhoun kay samne andhera aana iski aam alamat hain..

Nazla ( Flu ) K Elaj K Gharelo Totkay

Image
Nazla ( Flu ) K Elaj K Gharelo Totkay Yeah ak aam or maaroof marz hai... ismain ratoobat fuzla naak sy behti hai... agar yeah ratoobat naak sy behti ho to ise zukaam or agar halaq main girti ho to ise nazla kehte hain...

Adhay Sir (Migraine) kay Dard Ka Elaj By hakeem Imran In Urdu

Image
Is Ko Adha Sysi ya Aadhe Sar ka dard kehte hain... bakharat ka sar main kamzor hissa jama ho kar dard ka mojab banta hai... aksar taloh e aftaab sy shuru hota hai... din dhalne tak ismain takhfeef hone lagti hai... ankhoun k samne changarian mehsoos hoti hain... iska dard aakhir main abro main ther jata hai... dard ki thasain dantoun or kan tak jati hain..

Nasal Allergy Treatment In Urdu ( Chenkoun Ka Elaj )

Image
Nasal Allergy Treatment In Urdu ( Chenkoun Ka Elaj ) Is marz main chenkoun main kasrat ho jati hai... naak andar sy zakhmi ho jata hai... dhool ya gard sy chenkain aane lagti hain...sigrat yaa aag main tekhi chez k jalne ka dhouan naak main jane sy chenkain aane lagti hain... yaa dhoop main rehne sy bhi yeah takleef ho sakti hai..

Naak Ki Khuskhki ( Nose Dryness) Ka Elaj

Image
Naak Ki Khuskhki ( Nose Dryness) Ka Elaj Is marz main naak ki ratobat khushk ho jati hai... naak khushk ho jata hai or pyas main izafa ho jata hai... dimaghi khushki, badan main hararat ka zyada ho jana...

Naak ( Nose ) Ki Bawaseer ( Nawaseer ) Ka Elaj

Image
Naak ( Nose ) Ki Bawaseer ( Nawaseer ) Ka Elaj Is marz main naak k nathnoun k andar masse par jate hain... jis sy sans main zabardast rukawat mehsoos hoti hai... is marz main naak k andar zardi mail safed, peela yaa laal rang ka massah paida hota hai... is marz ki teen qismain hain...safaid or naram massa jis main dard mawad nahin hota... laal rang ka raisha dar massah jis main sakhti o dard hota hai... siyahi mail massah jis main sakht dard hota hai..