Posts

Kaan Ka Dard ( Earachea ) Kay Elaj K totkay

Image
Kaan Ka Dard ( Earachea ) Kay Elaj K totkay Is marz main kaan main shadeed yaa khafeef dard hota hai... dard kaan, mathe or chehry tak pohnch jata hai... kaan main agar shadeed ho to bhang kay patoun ka ras chand qatray kaan main dalne say kaan ka dard door ho jata hai..

Gurdy Ka Dard Or Elaj ( Kidney Pain Treatment )

Image
Gurdy Ka Dard Or Elaj ( Kidney Pain Treatment ) Jab pathri gurday sy nikal kar ureter main dakhil hoti hai to sakht dard hota hai... jise urf e aam main dard gurda kaha jata hai... gurday main pathri ki waja sy peeth main halka halka dard hota hai... jiski teesain raan tak jati hain... agar sham kay pishab ko sheeshi main rakha jaye to subha bhooray or sufeed rang kay zarat nazar aaingay... pishab ruk ruk aata hai...agar pathri masana main ho to saivan or sapari main dard hota hai... jab gurday sy koi pathri masana ki taraf jati hai to shadees dard hota hai... yeah dard mardoun main khusioun or ourtoun main zanana ezaye tansul tak jata hai..

Bekhawabi ( Insominia) Causes & Treatment In Urdu

Image
Bekhawabi ( Insominia)  Causes & Treatment In Urdu Is marz main mareez ko bekhawabi rehti hai or neend bahout kam aati hai... is marz ka sabab khushk adwia wa agzia ka istimal, kasrat istafragh, gham, bukhar o dard ETC...

Best Nuskha For Body & Sex Power In Urdu

Image
Best Nuskha For Body & Sex Power In Urdu Dunia E Tib main mardoun or ortoun kay liye jismani or esabi taqat ka is sy behter nuskha nahin ho sakta... agar mard or orat har mosam sarma main is nuskha ko istamal kar lay to kamzori qareeb sy nahin guzre gi...

Motapa Kam ( Weight Loss ) Karne Ka Natural food

Image
Motapa Kam ( Weight Loss ) Karne Ka Natural food Loki ko sab sy pehle chakh lain keh yeah agar karwi hai to ise istamal na karain..

Khajor K Faide ( Benefits Of Dates ) In Urdu

Image
Khajor K Faide ( Benefits Of Dates ) In Urdu Quran pak main khajoor ka zikar sirf ratb or nakhal ki sorat main aaya hai... jab keh ahadees main yeah 8 namoun sy mosoum hai... pani main bhigo kar is ka erq ya sharbat nabeez kehlata hai...

False ka Sharbat Banane Ka Tareeqa In Urdu

Image
False ka Sharbat Banane Ka Tareeqa In Urdu Ramzan Mubarak main Market Kay chemical wale mashrobaat peene ki bajaye apne gar main khalais pahloun ka juice bana kar istamal karain... isi zamar main false ka juice banane ka mukamal tareeqa..

Parion Mein Paseena (Sweaty Feet) Ka Elaj

Image
Parion Mein Paseena (Sweaty Feet) Ka Elaj Lambi sair yaa paidal chalne kay baad aap kay paoun paseene say geele ho rahe houn too aap kay paoun ki unglioun k darmiyan kharish c hone lagti hai... is k liye barsoun ka bazurgoun ka bataya howa totka yeah hai keh...

Lambi Umer Ka Raaz ( Long Age Secrets ) In Urdu

Image
Lambi Umer Ka Raaz ( Long Age Secrets ) In Urdu harvard university k mahereen ki tahqeeq k mutabiq 75 mint ki taiz qadmi aap ki zindgi k 2 saal barha dyti hai... maghrabi muhaqeqeen hairan hain keh japanioun ki sehat mandi or lambi umer ka raaz kya hai... yehi waja hai keh yeah mashraqi asia jazeroun k afrad ki ghazai adaat per tahqeeq ka rahe hain... yahan k afrad na sirf lambi umer pate hain balkeh in main cancer , amraz e qalb, or diabetes ki sharah bhi behad kam hai..

Nakseer ( Nose Bleeds ) Photny K Elaj Ka Desi Nuskha

Image
Nakseer ( Nose Bleeds ) Photny K Elaj Ka Desi Nuskha Is marz main naak sy khoon jari ho jata hai... kabhi ak or kabhi donoun nathnoun sy khoon jari ho jata hai... khoon zyada ho jane or jisam main kamzori ki waja sy mout bhi waqia ho sakti hai..

Dimagh ki kamzori ( brain weakness ) Ka tibbi Elaj

Image
Dimagh ki kamzori ( brain weakness ) Ka tibbi Elaj Damgh Main Khoon Ki Kami Sy Damaghi kamzori waqia hoti hai.. is sy sar chakrata hai, sar ka dard rehna , ankhoun kay samne andhera aana iski aam alamat hain..

Nazla ( Flu ) K Elaj K Gharelo Totkay

Image
Nazla ( Flu ) K Elaj K Gharelo Totkay Yeah ak aam or maaroof marz hai... ismain ratoobat fuzla naak sy behti hai... agar yeah ratoobat naak sy behti ho to ise zukaam or agar halaq main girti ho to ise nazla kehte hain...

Adhay Sir (Migraine) kay Dard Ka Elaj By hakeem Imran In Urdu

Image
Is Ko Adha Sysi ya Aadhe Sar ka dard kehte hain... bakharat ka sar main kamzor hissa jama ho kar dard ka mojab banta hai... aksar taloh e aftaab sy shuru hota hai... din dhalne tak ismain takhfeef hone lagti hai... ankhoun k samne changarian mehsoos hoti hain... iska dard aakhir main abro main ther jata hai... dard ki thasain dantoun or kan tak jati hain..

Nasal Allergy Treatment In Urdu ( Chenkoun Ka Elaj )

Image
Nasal Allergy Treatment In Urdu ( Chenkoun Ka Elaj ) Is marz main chenkoun main kasrat ho jati hai... naak andar sy zakhmi ho jata hai... dhool ya gard sy chenkain aane lagti hain...sigrat yaa aag main tekhi chez k jalne ka dhouan naak main jane sy chenkain aane lagti hain... yaa dhoop main rehne sy bhi yeah takleef ho sakti hai..