Posts

Gurdy Ka Dard Or Elaj ( Kidney Pain Treatment )

Image
Gurdy Ka Dard Or Elaj ( Kidney Pain Treatment ) Jab pathri gurday sy nikal kar ureter main dakhil hoti hai to sakht dard hota hai... jise urf e aam main dard gurda kaha jata hai... gurday main pathri ki waja sy peeth main halka halka dard hota hai... jiski teesain raan tak jati hain... agar sham kay pishab ko sheeshi main rakha jaye to subha bhooray or sufeed rang kay zarat nazar aaingay... pishab ruk ruk aata hai...agar pathri masana main ho to saivan or sapari main dard hota hai... jab gurday sy koi pathri masana ki taraf jati hai to shadees dard hota hai... yeah dard mardoun main khusioun or ourtoun main zanana ezaye tansul tak jata hai..

Bekhawabi ( Insominia) Causes & Treatment In Urdu

Image
Bekhawabi ( Insominia)  Causes & Treatment In Urdu Is marz main mareez ko bekhawabi rehti hai or neend bahout kam aati hai... is marz ka sabab khushk adwia wa agzia ka istimal, kasrat istafragh, gham, bukhar o dard ETC...

Best Nuskha For Body & Sex Power In Urdu

Image
Best Nuskha For Body & Sex Power In Urdu Dunia E Tib main mardoun or ortoun kay liye jismani or esabi taqat ka is sy behter nuskha nahin ho sakta... agar mard or orat har mosam sarma main is nuskha ko istamal kar lay to kamzori qareeb sy nahin guzre gi...

Motapa Kam ( Weight Loss ) Karne Ka Natural food

Image
Motapa Kam ( Weight Loss ) Karne Ka Natural food Loki ko sab sy pehle chakh lain keh yeah agar karwi hai to ise istamal na karain..

Khajor K Faide ( Benefits Of Dates ) In Urdu

Image
Khajor K Faide ( Benefits Of Dates ) In Urdu Quran pak main khajoor ka zikar sirf ratb or nakhal ki sorat main aaya hai... jab keh ahadees main yeah 8 namoun sy mosoum hai... pani main bhigo kar is ka erq ya sharbat nabeez kehlata hai...

False ka Sharbat Banane Ka Tareeqa In Urdu

Image
False ka Sharbat Banane Ka Tareeqa In Urdu Ramzan Mubarak main Market Kay chemical wale mashrobaat peene ki bajaye apne gar main khalais pahloun ka juice bana kar istamal karain... isi zamar main false ka juice banane ka mukamal tareeqa..